Tu Jo Mila ๐ (KarEena Shorts) - Chapter 3: Chapter 3
You are reading Tu Jo Mila ๐ (KarEena Shorts), Chapter 3: Chapter 3. Read more chapters of Tu Jo Mila ๐ (KarEena Shorts).
                    Hassena is working on files in her cabin .. There's Mira G , standing beside her , trying to learn something new from her ..
Haseena looks up as she hears
"Maddam Sir, may we come in?" CheeTosh and Billu ask , standing near the door
Haseena gestures them to come in ..
"Maddam Sir , kya aaj humhe thori jaldi chutti mil sakti hain ? Wo actually aaj mere kuch friends aarahein hain mujse milne shaam ko , to wohi thora saath milke masti karenge aur dinner bhi ...to Maddam sir aaj plzzzzz thora jaldi chutti de dijiye naaa..." Santu requests innocently ๐
"Accha , aur aap dono ka kya hain ๐คจ ? " Haseena asks , looking at Cheetah and Billu
"Wo Maddam sir, main to Mira G se milne aaya tha ..aaj raat ko mera chor assoochooo..."
" Association re " Cheetah corrects him
"Haa wahi , uska ek meeting hain , to main aaj raat ko nahi rah payunga ..to Mira G ..plz kya aap mere Billu Niwas ka dhyaan rakhengi ? " Billu asks with his sweetestttt tone ๐
Mira looks at Haseena , Haseena nods her ,
" Jii , rakhenge Billuji " Mira G replies in her robotic smile
"Aur aapka kya hain Cheetah Chaturvedi?" Haseena asks
"Wo Maddam sir , Aaj na humara bhi gayoon (village) se kuch dostlog aarahe hain milne , to wo hume bhi thora jaldi chutti chahiye tha " Cheetah asks sheepishly ๐
"Sachmein aap dono ke dost hi aarahein hain , ya fer aap dono milkar kahi jaa rahe hain?" Haseena asks , raising her eyebrows ๐คจ๐คญ
"Are nahi , Maddam Sir , sachme , mere dost aarahein hain , dekhiye na humne to milne ke liye WhatsApp group bhi banaya hain , aap check kar lijiye , ye dekhiye .. " Santosh is going to show her phone to Haseena
"Are nahi , nahi , Santosh Sharma, thik hain , humhe biswas hain aap pe " Haseena assures her ๐
"Dekhiye na , Maddam Sir, kitna milta hai , hum dono ka , dost bhi same date pe milne aarahein hain " Cheetah gives a slight blush ๐ and Haseena chuckles
"To Maddam Sir ? Chutti ? " Santu asks cutely ๐
"Thik hain , de rahein hain aap dono ko jaldi chutti , jaiye , aur maje kijiye aaj aapne doston ke saath" Haseena replies , smiling ๐
"Yehhhhh..... thank you.. thank you ..Maddam Sir " Santu screams in excitement and hugs Cheetah in flow flow ๐
Then , thora shock , blush , embarassment and they leave the cabin ๐
In the 2nd half (after Lunch break) ,
Karishma enters into Haseena's cabin ,
"Jai Hind, Maddam Sir , wo iss files mein aapka signature chahiye tha " Karishma hands over the files
"Jii hum kar denge " Haseena answers
But , she notices that Karishma is still there ..It seems that she want to tell something but she hesitates
"Kuch kahengi aap Karishma Singh?" Haseena asks softly ๐
" Wo..Maddam Sir ... actually , wo Santu aur Cheetah ka friends aarahein hain aaj unse milne ..bahot din baad milenge wo log ..."
"To ? Ab aap ye mat kahna ki aap ko bhi jaldi chutti chahiye ? " Haseena asks
" Nahi nahi , Maddam Sir , wo baat nahi hain ..hum to kahrahein thein ki hum bhi bahoot dino se mile nahi , aise , matlab bahar nahi mile , baatchit nahi ho pata hain waise , kaam ke pressure mein , to aaj duty hours ke baad mil lein bahar kahi , Maddam Sir ? " Karishma asks in a hesitating tone
Though Haseena has understood what Karishma is trying to say , but she wants to tease her ๐คญ , so she asks "haa .. to duty hours ke baad aapko jaha , jiske saath , jana hain aap ja sakti hain Karishma Singh ...iss mein humse poochne wali kya baat hain ?"
By this , Karishma gets irritated "Maddam sirrr ..hum , hum dono ki baat karrahein hain ,, matlab aap aur hum "
"Oooh ..to aap aise aarahi thi "
"Ho gaya aapka ? ๐" Karishma asks sternly
"Jiii ...." Haseena replies sheepishly ๐
"Dekhiye na Maddam sir ..ye na ek naya cafe khula Hain , Cloud Social Rooftop Cafe , Bahot badiye ambience hain" Karishma shows the cafe to Haseena in her phone
"Haaa ....kafi acchi jagah hain " Haseena agrees
"Too Maddam sir ..duty hours ke baad , aap jaldi ghar jake taiyaar ho jana , aur humhe call kar dena ki aap taiyar ho gayi hain , to hum aajayenge aapko pick karne ....aur laut te wakt thora outskirt area par ghoom bhi lenge bikeride pe ..maja ayega" Karishma says being excited ..
"Jiii ...bilkul ...Hum taiyaar hoke call karenge aapko " Haseena replies ๐
The day passed .. Now , duty hours have been over .. there are only Mira G , Pushpa ji and Haseena in the station ..as Karishma has gone for patrolling
"Chaliye Pushpaji ...duty hours khatam ho chuka hain ...hum aapko chor dete hain " Haseena asks sweetly ๐
"Nahi nahi , Maddam sir , hum chale jayenge auto se " Pushpaji replies ๐
"Kya Pushpaji ...sirf Karishma Singh hi aapki beti hain ? Hum nahi hain ? Jo aap humare saath nahi chal sakti ...." Haseena complains with a cute pout
"Are nahi aisi baat nahi hain ..kya Maddam aap bhi .. thik hai chaliye ...waise to uss jet plane se aapki Jeep jyada safe hai" Pushpaji replies and they both chuckle
Then Haseena instructs Mira G for the night duty , then leaves the station , drops Pushpaji in her house , and goes towards her own house
On about 12 am at night ,
Haseena gets the time to check her phone , which has been dead from evening
"Yah Allah raat ke 12 baj gaye , humhe pata hi nahi chala " Haseena screams and suddenly a thought hits her mind
"Ohhh shittt , Hum kaise bhul gaye " Haseena opens her phone and sees there are atleast 10 missed calls , 20 msgs from Karishma
"Kyaa hua Haseen ? kya bhul gayi ?" Naina asks her , lying beside her
(Naina Mathur guys ๐)
"Chor , ab , Accha kal 9 baje ka flight hain na teri ?" Haseena asks
"Haa ... 8 se 8.15 ke andaar nikalna padega yahase " Naina replies
"Accha haan thik hain ..chal so jaan ..kal nikalna hain 8 baje ..." Haseena says
"Haa , Haseen sun na , airport jaane ke time pe na wo stall se chole bhature khayenge haa ..pichli baar khilayi thi tune , mast tha " Naina exclaims in excitement
"Haa thik hain ..khila dungi ...accha tu pahle se bata ke nahi aasakti thi? ..aise achanak tapak jaati hain humesha ?" Haseena asks with a frown ๐
"Are emergency meeting tha na , muje khud aaj subhah pata chala ki main aaj dopahar ki flight mein Lucknow arahihu ...kyun tuje pasand nahi aya surprise?" Naina asks with a pout
"Tere iss surprise ke chakkar mein na kal humara intekal hone wala hain " Haseena mumbles under breath
"Kyaaa boli ?" Naina asks in sleepy tone
"Kuch nahi , chal so ja.... Good night
Next day
Haseena enters into the station , after dropping Naina in the airport..She sees all the bakeiti group members are doing their work silently
"Ahem ahem " she coughs fakely
"Jai Hind Maddam Sir " the staffs salute her
"Jai Hind , aaj sab aapna aapna kaam kar rahe hain ? kya baat hain " Haseena asks , twisting her lips ๐คจ
"Subha subha sabko daat ke gayi hai Karishma Madam" Billu answers from his Billu Niwas
"Aur kaha hain wo ?" Haseena asks
"Field duty pe gayin hain Maddam sir " Pushpaji informs her ...."pata nahi kiska gussa humlogo pe nikal rahi hain , kal raat se dekhrahe hain ...... subha subha sabka mood kharab kar diya , chudail " Pushpaji mumbles in an audible voice to which Haseena gets scared ๐ (bechari Haseena ๐คฃ)
In the afternoon,
Karishma enters into Haseena's cabin with 2 files " Jai Hind Maddam Sir, signature chahiye aapki , inn do files mein " Karishma asks coldly
"Haa dijiye , hum kar denge .." Haseena replies feebly
"Abhi chahiye , kyunki isko abhi hume Headquarters pohchana hain ..aur pher wohape meeting bhi hain humara ..isiliye abhi signature chahiye" Karishma says coldly
"Haa haa kardete hain " Haseena signs the files and asks slowly " wo Karishma Singh, aapse kuch baat tha "
"Humhe abhi kaam hain Maddam sir " Karishma replies again coldly , takes the files and turns to go ..
But Haseena holds her wrist " I'm very sorry , Karishma Singh , wo kaal achanak sham ko Nain aagayi thi ...uska ek emergency meeting tha Headquarters mein , jo ki use bhi pahle nahi pata tha ..pher usne socha ki jab aahi gayi hain to kyun na humhe surprise de diya jayein ...to isiliye wo sham ko achanak se aagayi ..aur uska aaj subhah hi flight tha ... to wo 1 night ke liye hi aayi thi ..to isiliye hum kal nahi jaa paye aapke saath " Haseena explains the reason
"Phone naam ki ek gadget hoti hain Maddam sir " Karishma replies sarcastically
"Are wo na actually jab hum ghar laut rahe the tab hi humara phone dead ho gaya tha .. to ghar pouchke hum usko charge karne hi wale thein ki Nain aagayi ..aur phir batoon batoon mein hum ...hum bhul gaye ..sorry " Haseena lowers her gaze ๐
Karishma sighs and turns to go but Haseena again holds her wrist
"Waise Aaj raat hum chal sakte hain" Haseena proposed
"Wo kya hain ki Maddam Sir , aaj raat hum free nahi hain , Aaj humara aur Pushpaji ka invitation hain ek shaadi mein , to hum wahi jayenge " Karishma replies coldly
(Bahot cold situation ho gaya hain guys ๐ฅถ )
"To pher kal chalein ?" Hassena suggests
"Kal bhi humara nahi ho payega " Karishma replies
"To pher parsu ?" Haseena asks in a pleading tone
"Nahi ho payega humara Maddam sir ..hum iss poore week busy hain ..humhe late horaha hain , hum chalte hain ..Jai Hind "
And Karishma leaves
The day passed and Now Duty hour is over
Haseena comes to Pushpaji and asks " accha , Pushpaji , aj raat , aap aur Karishma Singh , koi shadi pe jaane wale hain ?
"Haan Maddam Sir , jane to wale hain , par sirf hum ..matlab hum Karishma ko pooche thein , par aapko pata hain na wo jyada nahi jati hain iss sab mein , to wo humhe drop karke ayenge sirf , pher lout te wakt wahi se humara ek bhatija humhe gharpe drop kar dega ...waise aap ye kyun puch rahi hain Maddam sir ?" Pushpaji asks
"Wo humhe na aapse kuch baat karni thi , Pushpaji"
"Haa , haa , Maddam Sir , boliyein na "
*Muted Conversation*
At Night
Karishma reaches home after dropping Pushpaji ..She takes out the key to unlock the door but to her utter surprise the door has been already unlocked
"Amaa , ye darwaja kisne khola ?"
Karishma gets alerted ..She slowly opens the door and enters into the house
" itna andhera ..ama hall ka lights kisne off kia ..kaun hai ????? ..." Karishma shouts , she takes out her service gun , slowly goes towards the switch board and turns on the lights .....
                
End of Tu Jo Mila ๐ (KarEena Shorts) Chapter 3. Continue reading Chapter 4 or return to Tu Jo Mila ๐ (KarEena Shorts) book page.